Wednesday | 24 April 2024 | 15 Shawaal 1445

Fatwa Answer

Question ID: 912 Category: Dealings and Transactions
Talaq/Divorce

Asalamoalaikom janab Alam sahib main aur meri zoja 20 saal say shadi shuda Hein 4 saal kabl main nay dosri shadi ke hai kuch zati wajohat ke wajah say main apna nam os adres say katwa thiya tha jis adres per ham husband wife rehtay Thay kuch waqt k liye nam katwaya hai meri first wife socaal latay hai Lekin waqti tor per main Holland main rehta hon jab tak officiële talaq nhi ho ge os waqt tak wo meri bewi hai ye Holland ka kanoon hai ab ap bataye nam katwanay say mian bewi main islami talaq ho jati Please replie me
Wasalam duago. 

الجواب وبالله التوفيق

By removing her name from the deed for your home or property,talaq(divorce) does not take effect. In order for the talaq to become effective the husband has to issue talaq to his wife.

واللہ اعلم بالصواب